On Page SEO Aur Off Page SEO Kya Hota Hai Puri Jaankari

Mai Apko Batane Ja Rha Hu Ki On Page SEO Aur Off Page SEO Kya Hota Hai Puri Jankari Mai Apko Iss Post Me Dene Wala Hu Chaliye Shru Kartey Hai.
Hello Dosto Apka Swagt Hai Hamare Iss Blog AKCARTOONS Me Aaj Ki Iss Article Me Mai Apko Batane Ja Rha Hu Ki On Page SEO Aur Off Page SEO Kya Hota Hai Puri Jankari Mai Apko Iss Post Me Dene Wala Hu Chaliye Shru Kartey Hai.

On Page SEO Aur Off Page SEO Kya Hota Hai Puri Jaankari

On Page SEO Kya Hota Hai Aur Kaise Kare


On Page SEO, SEO Ka Pahla Part Hai Jise Apko Apne Post Yani Article Me Karna Hoga Man Lijiye Apka Fucus Keyword Hai " Blog Kya Hai" Jispe Apko Apni Post Yani Article Rank Karani Hai Iske Liye Apko Apne Focus Keyword Ko Tittle Me, H1 Me, Meata Description Aur Post Me Include Karna Hoga Aur Quality Post Likhni Hogi H1, H2, H3 H4, H5 Aadi Sabhi Heading Ka Istemal Karna Hoga Apne Post Me Image Jarur Add Karni Hogi Aur Uska Title Text Aur Alt Text Add Karna Ho Jisme Focus Keyword Aana Chahiye Aur Image Me Caption Add Karna Hoga Aur Usme Bhi Focus Keyword Add Karna Hoga Aur Apko Apne Post Ka Tittle Ek Dam Attractive Dena Hoga Jisse User Use Jaise Hi Dekhe Use Click Karne Ka Maan Kare.

Ise Kahte Hai On Page SEO Aur Iss Tarah Karte Hai On Page SEO.

Off Page SEO Kya Hai Kaise Kare


Off Page SEO, SEO Ka Second Part Hai Jisme Apko Apni Post Ko Social Media PatPar Khub Share Karni Hoti Hai, Backlinks Banana Hota Hai, Do Follow Backlinks Banane Hote Hai, Quality Backlinks Banana Hota Hai Aur Apne Post Search Engine Me Index Karana Hota Hai Aadi Ko On Page SEO Kahte Hai.

Backlink Kya Hota Hai Kaise Banaye


Backlink Ka Matlab Back Matlab Piche Aur Link Yani Koi Piche Ka Link Hai Jo Apki Ko Refer Kar Rhi Hai Ise Kahte Hai Backlink

Backlink Aap Comment Ke Through, Guest Post Ke Through, Profile Creation Ke Through, Directory Submission Ke Through Aadi Tarike Se Backlink Bna Sakte Hai.

Backlink Hamare Post Ke Liye Kyu Jaruri Hai


Backlink Apki Post Ko Google Me Rank Karane Me Mahatwa purn Bhumika Nibhati Hai Agar Kisi Badi Website Ne Apki Post Ko Refer Kiya Hai External linkink Yani Inbound Linking Se To Apki Post Google Me Rank Karna Start Kar Degi.

To Dosto Backllink Isliye Jaruri Apke Post Ke Liye Jisse Apki Post Rank Karti Hai Google Ya Other Search Engines Me.

Best Tarika Kaun Sa Hai Backlink Banane Ka 


Backlink Banane Ka Best Tarika Hai Guest Post Aur Profile Creation Kyuki Ise Spaming Nhi Kha Jata.

On Page SEO Kyu Jaruri Hai


On Page SEO Isliye Jaruri Hai Jisse Apki Website Rank Kare Aur Aap Kidi Keyword Ko Target Kar Sake Taki Us Keyword Par Apki Post Rank Kare.

To Dosto Isliye On Page SEO Jaruri Hai Hamare Website Aur Article Yani Post Ke Liye.

Off Page SEO Kyu Jaruri Hai


Off Page SEO Isliye Jaruri Hai Kyuki Isse Apki Website Ki Domain Authority, Page Authority, Domain Score Aur Page Score Badhti  Hai Aur Apki Website Google Me Rank Karti Hai Aur Apki Post Off Page SEO Lagbhag 80 Percent Rank Karti Hai Aur Bahot Chijo Me Off Page SEO Jaruri Hai.

To Dosto Isliye Off Page SEO Jaruri Hai Hamare Post Ko Rank Karane Ke Liye Aur DA PA DS PS Aadi Increase Karne Ke Liye.

About The Post


To Dosto Aaj Ki Iss Article Me Maine Apko Bataya Ki On Page SEO Aur Off Page SEO Kya Hota Hai Aur Kaise Kare, Backlink Kya Hai Kaun Sa Tarike Backlink Banane Ka Best Tarika Hai Aadi Ke Baare Me Bataya Agar Hamara Ye Article Apko Pasand Aaye To Ise Social Media Par Jarur Share Kare Ummid Hai Aap Share Jarur Karenge, Thank You.