Backlinks Kya Hota Hai Puri Jankari Hindi Me

Mai Apko Batane Ja Rha Hu Ki Backlinks Kya Hota Hai Aur Kyu Google Me Ranking Ke Liye Jaruri Hai Aur Backlinks Kitne Prakar Ka Hota Hai, Link Building
Hello Dosto Apka Bahot Bahot Swagt Hai Mere Blog AKCARTOONS Me, To Aaj Mai Apko Batane Ja Rha Hu Ki Backlinks Kya Hota Hai Aur Kyu Google Me Ranking Ke Liye Jaruri Hai Aur Backlinks Kitne Prakar Ka Hota Hai, Link Building Kya Hota Hai Aadi Ke Baare Me Batane Wala Hu

Backlinks Kya Hota Hai

Backlink Kya Hota Hai
Backlink Kya Hota Hai

Backlinks Matlab Koi Link Jo Back Se Apki Website Se Judi Hui Hai Matlab Backlinks Ka Asli Pribhasa Hai Ki Backlinks Matlab Koi Site Dusre Site Ko Refer Kar Rhi Hai Jise Kahtey Hai Backlinks Aur Ye Do Prakar Ka Hota Hai

● Do Follow Backlinks 
● No Follow Backlinks

Do Follow Backlinks Kya Hota Hai


Do Follow Backlinks Ek Aisa Backlinks Jise Aap Search Engine Ke Liye Allow Kartey Hai Chaliye Practical Me Samajhtey Hai

Backlinks
Backlinks

Man Lijiye Kisi Badi Website Ne Apki Website Ka Link Apni Post Me Add Kar Diya Aur Use Do-Follow Bna Diya Matlab Ki Google Ke Crawlers Jab Uss Badi Website Pe Jake Uss Jab Crawl Karenge To Uss Badi Website Ne Jo Apne Post Me Apke Website Ka Link Diya Hai Usse Ho Kar Wo Apki Website Pe Aayege Aur Apki Website Ko Authority Denge

Jisse Google Ko Lagega Is Badi Website Ne Choti Website Ko Backlinks Di Hai To Iske Content Me Kuch To Dam Hoga.

No Follow Backlinks Kya Hota Hai


Backlinks
Backlinks

No Follow Ek Aisa Backlinks Hai Jisse Apki Website Ko Koi Authority Nhi Milti Kyuki Jis Badi Website Ne Apke Website Ko Backlinks Diya Hai Use No Follow Kar Diya Hai Matlab Search Engine Jaise Google Ke Crawlers Jab Uss Badi Website Me Jayenge To Uss Badi Website Ko Crawl Karenge Lekin Uss Badi Website Ne Apke Website Ke Url Ko No Follow Yani Google Crawlers Ko Kah Diya Is Link Ko Mat Visit Kro Maine Isse No Follow Kiya Hai Yani Iss Link Ko Mat Follow Karo.

To Dosto Ye Hota Hai No Follow Backlinks Lekin Iska Apko Koi Fayda Nhi Hota Lekin Ye Backlinks Bhi Bahot Jaruri Hoti.

Quality Backlink Kya Hota Hai


Quality Backlink Ek Aisa Backlink Hota Hai Agar Apne Ek Quality Backlink Liya To Wo Backlink Apki Website Ko Rank Karane Lagegi.
Quality Backlinks
Quality Backlinks


Quality Backlink Banane Ke Liya Apko Kisi 90+ DA Aur 40+ PA Website Se Backlink Lena Hoga Tab Apki Website Rank Karegi.

Spaming Backlink Kya Hota Hai


Spaming Backlink Wo Backlink Hota Hai Jo Aap Kisi Website Se Bina Uss Website Ke Permission Ke Bina Backlink Banate Ho Wo Spaming Backlink Hota Hai,Isse Apki Website Rank Gir Sakti Hai To Kabhi Bhi Spaming Backlink Na Bnaye.

Spaming Backlink Kab Baan Jati Hai 


Spaming Backlink Tab Ban Jati Hai Jab Aap Comment Ke Trough Backlink Bnste Lekin Usme Uss Article Ke Baare Me Kuch Nhi Likhte Ise Aur Ek Din Me Jyada Se Jyada Backlink Banana Like 40 Ya 50 Backlink Google Ki Najar Me Spaming Kahtey Aadi Kai Karan Hai Spaming Backlink Ban Jate Hai.

Mai Recommend Karta Hu Apko Daily 10 Se Jyada Backlink Na Bnaye Lekin Agar Aap Quality Backlink Banate Ho To Aap Daily Ka 4 Se 5 Backlink Banaye Kyuki 1 Quality Backlink 100 Normal Backlink Ke Brabar Hai.

Backlink Kyu Jaruri Hai

Backlinks
Backlinks
Backlink Jaruri Hai Domain Authority Aur Page Authority Badhane Ke Liye Aur Search Engines Me Apni Website Ko Rank Karane Ke Backlink Jaruri Hota Hai Sath Hi Jis Website Se Apne Backlink Bnaya Hai Waha Se Traffic Aata Hai.

Domain Authority Yani DA Aur Page Authority Yani PA Kya Hai


To Dosto Ye Factor Kisi Bhi Search Engines Ka Nhi Hai Ye Factor Ek Moz Naam Ki Company Ka Hai Jisne Badi Badi Website Ko Analysis Yani Samajh Kar DA Aur PA Ka System Laya Lisse Pata Chalta Hai Ki Iss Website Ke Owner Ke Paas Kitni Authority Hai Yani Sidhe Sabdo Me Kahe To Kitni Power Yani Shakti Hai Iss Website Ke Owner Ke Paas Domain Ki Aur Uske Pages Ki AuA.

DA Aur PA Kaise Badhaye


DA Badhane Ke Liye Apko Backlinks Ki Jarurat Padti Hai Jisse Aap Apni Blog Ya Website Ki Domain Authority Aur Page Authority Badha Sakte Hai.

Domain Authority Badhane Ke Liye Apko High DA Aur PA Website Se Backlinks Lena Hoga Wo Bhi Do Follow Backlink No Follow Nhi Ok, Page Authority Ko Badhane Ka Hi Same Tarika Hai Lekin Aur Bhi Tarike Hai PA Badhane Ka Iske Liye Apko Interlinking Kya Hai Isse Padna Hoga Usme Details Se Bataya Gya Hai.

Link Building Kya Hai Aur Kitne Prakar Ka Hota Hai

Link Building Kya Hai
Link Building Kya Hai


Backlink Jo Aap Jis Tarke Se Banate Ho Use Kahtey Hai Link Building Matlab Aap Jab Backlink Bnate Ho To Aap Ek Link Build Karte Ho Chahe Wo No Follow Backlink Ho Ya Do Follow Backlink Lekin Link Build Karte Ho Jise Kahtey Hai Link Building.

Link Building Teen Prakar Ka Hota Hai

● Inter Linking
● Outbound Linking
● Inbound Linking

Inter Linking Kya Hota Hai 


Inter Linking Hota Hai Jab Aap Apni Hi Post Ka Link Apne Kisi Dusre Post Me Kisi Keyword Ke Sath Link Karte Ho To Ise Kahtey Hai Inter Linking

Inter Linking
Inter Linking


Inter Linking Se Apke Website Ka PA Yani Page Authority Badhati Hai Man Lijiye Apki Koi Ek Post Rank Ho Gyi Google Me Tab Apne Ek Nya Post Publish Kiya Aur Use Uss Rank Huye Post Me Kisi Keywords Se Link Kar Diya,

To Isse Apki Website Pe Achha Page View Hoga Aur Apke Website Ki Page Authority Yani PA Bhi Badhegi.

Outbound Linking Kya Hota Hai

Outbound Linking
Outbound Linking

Outbound Linking Same Inter Linking Ki Tarah Hi Hota Hai Lekin Isme Ye Fark Hota Hai Inter Linking Me Aap Apni Khud Ki Website Ke Post Ki Link De Rhe The Lekin Usme Apko Dusri Website Ke Post Ki Link Deni Hoti Hai Yani Apko Uss Website Ke Post Ke Liye Apne Website Par Ek Backlink Create Karni Hoti

Jisme Apne Dusri Website Ke Post Ki Link Di Hai Isse Uss Website Ki Page Authority Badhegi Kyuki Apne Uss Website Ke Post Ka Link Diya Hai, To Dosto Ye Hota Hai Outbound Linking Aur Jis Link Ko Apne Add Kiya Hai Use Kahtey Hai Outbound Link.

Inbound Linking Kya Hota Hai


Inbound Linking Same Outbound Linking Ki Tarah Hi Hota Hai Lekin, Fark Sirf Itna Hai Isme Apko Kisi Website Ka Link Dena Hota Hai Uske Kisi Page Ka Nhi Matlab Isme Apko Dusri Website Ke Homepage Ka Url Ka Link Diya Hai Isse Kahtey Hai Inbound Linking,
Inbound Linking
Inbound Linking

Inbound Linking Hi Best Tarika Hai Apne Website Ka Domain Authority Yani DA Aur Page Authority Yani PA Badhane Ka Kyuki Isi Tarah Ki Link Building Se Aap Apni Website Ki DA Aur PA Bada Saktey Hai.

Link Juice Kaise Kaam Me Aata Hai Google Aur Other Search Engines Ke

Link Juice Ek Aisa Tarika Hai Jisse Google Ya Other Search Engines Pata Karte Hai Ki Apki Website Ki Backlink Kha Kha Bni Hai Kaun Si Backlink Do Follow Aur Kaun Si No Follow Aur Kaun Si Backlink Quality Backlink Aur Kaun Si Spaming Backlink Aadi Har Chis Google Link Juice Se Pata Karta Hai.

Link Juice Kya Hai

Link Juice
Link Juice

To Dosto Link Juice Ek Wire Ki Tarah Hota Hai Jo Juda Hota Hai Google Aur Other Search Engines Se, Jab Aap Koi Do Follow Quality Backlink Banate Ho To Wo Link Juice Paas Karta Hai Google YaY Aur Other Search Engines Ko Ki Iss Website Ne Ek Quality Backlink Paya Hai Iss Badi Website Se Jisse Apki Website Google Aur Other Search Engines Par Rank Karne Lagti Hai, To Dosto Ye Hota Hai Link Juice Google Ko Batata Hai Ki Iss Website Ne Isse Backlink De Kar Domain Authority Aur Page Authority Di Hai.

Kaun Sa Tarika Best Hai Backlink Banane Ka


Backlink Banane Ka Sabse Best Tarika Hai Guest Post Ka Kyuki Isse Apki Backlink Kabhi Bhi Spam Me Nhi Jayegi Aur Quality Backlink Banegi.


About The Post 


To Dosto Aaj Ki Iss Post Ya Article Maine Apko Bataya Backlinks Kya Hota Hai, Backlink Kyu Jaruri Hai, Link Building Kya Hota Hai, Quality Backlink Kya Hota Hai Aadi Backlink Se Related Queri Maine Iss Article Me Sabke Answer Diya Hai Ummid Karta Hu Apko Mera Article Pasand Aayega Agar Pasad Aaye Share Jarur Kar Dena, Thanks You.